Font by Mehr Nastaliq Web

aaj ik aur baras biit gayā us ke baġhair

jis ke hote hue hote the zamāne mere

CANCEL DOWNLOAD SHER

sarf-e-taskin hai dast-e-naz tera

Jan Nisar Akhtar

sarf-e-taskin hai dast-e-naz tera

Jan Nisar Akhtar

MORE BYJan Nisar Akhtar

    sarf-e-taskīñ hai dast-e-nāz tirā

    kam nahīñ shorish-e-jigar phir bhī

    merī āñkhoñ ke rū-ba-rū hai

    DhūñDhtī hai tujhe nazar phir bhī

    sarf-e-taskin hai dast-e-naz tera

    kam nahin shorish-e-jigar phir bhi

    meri aankhon ke ru-ba-ru hai tu

    DhunDhti hai tujhe nazar phir bhi

    Source :
    • Book : Fan Aur Shakhsiyat (Qita Number) (Pg. 155)
    • Author : Sabir Dutt
    • Publication : Sahir Publishing House ' Parchaiya.n' A.B. Nair Road, Johu Charch, Mumbai No. 49 (March, Dec. 1993-1995,Issue No. 35,36)
    • Edition : March, Dec. 1993-1995,Issue No. 35,36
    0
    COMMENTS
    VIEW COMMENTS VIEW COMMENTS

    Additional information available

    Click on the INTERESTING button to view additional information associated with this sher.

    OKAY

    About this sher

    Lorem ipsum dolor sit amet, consectetur adipiscing elit. Morbi volutpat porttitor tortor, varius dignissim.

    Close

    rare Unpublished content

    This ghazal contains ashaar not published in the public domain. These are marked by a red line on the left.

    OKAY
    Speak Now