Font by Mehr Nastaliq Web

aaj ik aur baras biit gayā us ke baġhair

jis ke hote hue hote the zamāne mere

CANCEL DOWNLOAD SHER

sham aur raste mein rewaD ke guzarne se ghubar

Ehsan Danish

sham aur raste mein rewaD ke guzarne se ghubar

Ehsan Danish

MORE BYEhsan Danish

    shaam aur raste meñ revaḌ ke guzarne se ġhubār

    jhuTpuTe meñ zarra zarra aañkh jhapkātā huā

    jañgaloñ meñ muntazir ḳhāmoshiyāñ chhā.ī huī

    jaise koī tham gayā ho rāgnī gaatā huā

    sham aur raste mein rewaD ke guzarne se ghubar

    jhuTpuTe mein zarra zarra aankh jhapkata hua

    jangalon mein muntazir KHamoshiyan chhai hui

    jaise koi tham gaya ho ragni gata hua

    Source :
    • Book : Fan Aur Shakhsiyat (Qita Number) (Pg. 142)
    • Author : Sabir Dutt
    • Publication : Sahir Publishing House ' Parchaiya.n' A.B. Nair Road, Johu Charch, Mumbai No. 49 (March, Dec. 1993-1995,Issue No. 35,36)
    • Edition : March, Dec. 1993-1995,Issue No. 35,36
    0
    COMMENTS
    VIEW COMMENTS VIEW COMMENTS

    Additional information available

    Click on the INTERESTING button to view additional information associated with this sher.

    OKAY

    About this sher

    Lorem ipsum dolor sit amet, consectetur adipiscing elit. Morbi volutpat porttitor tortor, varius dignissim.

    Close

    rare Unpublished content

    This ghazal contains ashaar not published in the public domain. These are marked by a red line on the left.

    OKAY
    Speak Now