sitam ki dastan garche bahut purani hai
sitam kī dāstāñ ġharche bahut purānī hai
har ek daur meñ bātil kī ye nishānī hai
magar husain ne karb-o-balā meñ batlāyā
sitam kī zāhirī sūrat meñ nā-tavānī hai
sitam ki dastan gharche bahut purani hai
har ek daur mein baatil ki ye nishani hai
magar husain ne karb-o-bala mein batlaya
sitam ki zahiri surat mein na-tawani hai
Additional information available
Click on the INTERESTING button to view additional information associated with this sher.
About this sher
Lorem ipsum dolor sit amet, consectetur adipiscing elit. Morbi volutpat porttitor tortor, varius dignissim.
rare Unpublished content
This ghazal contains ashaar not published in the public domain. These are marked by a red line on the left.