subh ki tanwir ban kar aai wo nazuk-KHiram
sub.h kī tanvīr bin kar aa.ī vo nāzuk-ḳhirām
hañs ke bolī mere bāda-ḳhvār shā.er ko salām
ye kahā aur kah ke yuuñ nazroñ se ojhal ho ga.ī
jaise chhup jaa.e añdherī raat meñ rañgīn shaam
subh ki tanwir bin kar aai wo nazuk-KHiram
hans ke boli mere baada-KHwar shaer ko salam
ye kaha aur kah ke yun nazron se ojhal ho gai
jaise chhup jae andheri raat mein rangin sham
- Book : Fan Aur Shakhsiyat (Qita Number) (Pg. 121)
- Author : Sabir Dutt
- Publication : Sahir Publishing House ' Parchaiya.n' A.B. Nair Road, Johu Charch, Mumbai No. 49 (March, Dec. 1993-1995,Issue No. 35,36)
- Edition : March, Dec. 1993-1995,Issue No. 35,36
Additional information available
Click on the INTERESTING button to view additional information associated with this sher.
About this sher
Lorem ipsum dolor sit amet, consectetur adipiscing elit. Morbi volutpat porttitor tortor, varius dignissim.
rare Unpublished content
This ghazal contains ashaar not published in the public domain. These are marked by a red line on the left.