surat ke aaine mein dil-e-paemal dekh
sūrat ke aa.ine meñ dil-e-pā.emāl dekh
ulfat kī vārdāt kā husn-e-misāl dekh
jab us kā naam aa.e kisī kī zabān par
us vaqt ġhaur se mire chehre kā haal dekh
surat ke aaine mein dil-e-paemal dekh
ulfat ki wardat ka husn-e-misal dekh
jab us ka nam aae kisi ki zaban par
us waqt ghaur se mere chehre ka haal dekh
- Book : Fan Aur Shakhsiyat (Qita Number) (Pg. 107)
- Author : Sabir Dutt
- Publication : Sahir Publishing House ' Parchaiya.n' A.B. Nair Road, Johu Charch, Mumbai No. 49 (March, Dec. 1993-1995,Issue No. 35,36)
- Edition : March, Dec. 1993-1995,Issue No. 35,36
Additional information available
Click on the INTERESTING button to view additional information associated with this sher.
About this sher
Lorem ipsum dolor sit amet, consectetur adipiscing elit. Morbi volutpat porttitor tortor, varius dignissim.
rare Unpublished content
This ghazal contains ashaar not published in the public domain. These are marked by a red line on the left.