taj jab mard ke mathe pe nazar aata hai
taaj jab mard ke māthe pe nazar aatā hai
yak-ba-yak ḳhuuñ mirī āñkhoñ meñ utar aatā hai
jab nazar aatā hai aurat kī jabīñ par mujh ko
ijz-o-taslīm kā har naqsh ubhar aatā hai
taj jab mard ke mathe pe nazar aata hai
yak-ba-yak KHun meri aankhon mein utar aata hai
jab nazar aata hai aurat ki jabin par mujh ko
ijz-o-taslim ka har naqsh ubhar aata hai
- Book : Fan Aur Shakhsiyat (Qita Number) (Pg. 137)
- Author : Sabir Dutt
- Publication : Sahir Publishing House ' Parchaiya.n' A.B. Nair Road, Johu Charch, Mumbai No. 49 (March, Dec. 1993-1995,Issue No. 35,36)
- Edition : March, Dec. 1993-1995,Issue No. 35,36
Additional information available
Click on the INTERESTING button to view additional information associated with this sher.
About this sher
Lorem ipsum dolor sit amet, consectetur adipiscing elit. Morbi volutpat porttitor tortor, varius dignissim.
rare Unpublished content
This ghazal contains ashaar not published in the public domain. These are marked by a red line on the left.