taza ghamon ne pichhle ghamon ko bhula diya
taaza ġhamoñ ne pichhle ġhamoñ ko bhulā diyā
jab naqsh dūsrā banā pahlā miTā diyā
dil par kisī malāl kā hotā nahīñ asar
'ḳhurshīd' ham ko dard ne patthar banā diyā
taza ghamon ne pichhle ghamon ko bhula diya
jab naqsh dusra bana pahla miTa diya
dil par kisi malal ka hota nahin asar
'KHurshid' hum ko dard ne patthar bana diya
Additional information available
Click on the INTERESTING button to view additional information associated with this sher.
About this sher
Lorem ipsum dolor sit amet, consectetur adipiscing elit. Morbi volutpat porttitor tortor, varius dignissim.
rare Unpublished content
This ghazal contains ashaar not published in the public domain. These are marked by a red line on the left.