thi jo wo ek tamsil-e-mazi aaKHiri manzar us ka ye tha
thī jo vo ik tamsīl-e-māzī āḳhirī manzar us kā ye thā
pahle ik saaya sā nikal ke ghar se bāhar aatā hai
is ke ba.ad ka.ī saa.e se us ko ruḳhsat karte haiñ
phir dīvāreñ Dhe jaatī haiñ darvāza gir jaatā hai
thi jo wo ek tamsil-e-mazi aaKHiri manzar us ka ye tha
pahle ek saya sa nikal ke ghar se bahar aata hai
is ke baad kai sae se us ko ruKHsat karte hain
phir diwaren Dhe jati hain darwaza gir jata hai
- Book : shayad (Pg. 179)
- Author : Jaun Ailiya
- Publication : Kitabi Duniya, Turkman Gate, Delhi (2008)
- Edition : 2008
Additional information available
Click on the INTERESTING button to view additional information associated with this sher.
About this sher
Lorem ipsum dolor sit amet, consectetur adipiscing elit. Morbi volutpat porttitor tortor, varius dignissim.
rare Unpublished content
This ghazal contains ashaar not published in the public domain. These are marked by a red line on the left.