teri bad-gumaniyon ka hai ajib sa tasalsul
tirī bad-gumāniyoñ kā hai ajiib sā tasalsul
tujhe ab bhī yuuñ lage hai ki maiñ zaar zaar royā
mire dil kī rahguzar pe haiñ anā ke surḳh sho.ale
tirī zaat bhī inhī meñ hī jhulas ga.ī hai goyā
hai nishān terā baaqī nahīñ ruuh pe zarā bhī
abhī jism kā koī bhī nahīñ daaġh maiñ ne dhoyā
teri bad-gumaniyon ka hai ajib sa tasalsul
tujhe ab bhi yun lage hai ki main zar zar roya
mere dil ki rahguzar pe hain ana ke surKH shoale
teri zat bhi inhi mein hi jhulas gai hai goya
hai nishan tera baqi nahin ruh pe zara bhi
abhi jism ka koi bhi nahin dagh main ne dhoya
Additional information available
Click on the INTERESTING button to view additional information associated with this sher.
About this sher
Lorem ipsum dolor sit amet, consectetur adipiscing elit. Morbi volutpat porttitor tortor, varius dignissim.
rare Unpublished content
This ghazal contains ashaar not published in the public domain. These are marked by a red line on the left.