tumhaare husn ko meri nazar lagi hai zarur
tumhāre husn ko merī nazar lagī hai zarūr
kahāñ ho pahle se tabdīl ho ga.e ho tum
ḳhudā kare mirī āñkhoñ se nuur chhin jaa.e
nigāh-e-shauq meñ tahlīl ho ga.e ho tum
tumhaare husn ko meri nazar lagi hai zarur
kahan ho pahle se tabdil ho gae ho tum
KHuda kare meri aankhon se nur chhin jae
nigah-e-shauq mein tahlil ho gae ho tum
- Book : Fan Aur Shakhsiyat (Qita Number) (Pg. 106)
- Author : Sabir Dutt
- Publication : Sahir Publishing House ' Parchaiya.n' A.B. Nair Road, Johu Charch, Mumbai No. 49 (March, Dec. 1993-1995,Issue No. 35,36)
- Edition : March, Dec. 1993-1995,Issue No. 35,36
Additional information available
Click on the INTERESTING button to view additional information associated with this sher.
About this sher
Lorem ipsum dolor sit amet, consectetur adipiscing elit. Morbi volutpat porttitor tortor, varius dignissim.
rare Unpublished content
This ghazal contains ashaar not published in the public domain. These are marked by a red line on the left.