tu meri zindagi ka partaw hai
tū marī zindagī kā partav hai
meñ tirī aarzū kā saayā huuñ
phir bhī tujh ko maiñ hadd-e-imkāñ tak
ehtiyātan pukār aayā huuñ
tu mari zindagi ka partaw hai
mein teri aarzu ka saya hun
phir bhi tujh ko main hadd-e-imkan tak
ehtiyatan pukar aaya hun
- Book : Qashen (Pg. 61)
- Author : Naresh Kumar Shad
- Publication : Kohe Noor Printing Press Madarsa Meer Jumla Lal Kunan Delhi (1955,1959)
- Edition : 1955,1959
Additional information available
Click on the INTERESTING button to view additional information associated with this sher.
About this sher
Lorem ipsum dolor sit amet, consectetur adipiscing elit. Morbi volutpat porttitor tortor, varius dignissim.
rare Unpublished content
This ghazal contains ashaar not published in the public domain. These are marked by a red line on the left.