Font by Mehr Nastaliq Web

aaj ik aur baras biit gayā us ke baġhair

jis ke hote hue hote the zamāne mere

CANCEL DOWNLOAD SHER

un ke kya rang the ab yaad nahin hai mujhko

Ali Sardar Jafri

un ke kya rang the ab yaad nahin hai mujhko

Ali Sardar Jafri

MORE BYAli Sardar Jafri

    un ke kyā rañg the ab yaad nahīñ hai mujh ko

    kitne āñchal mirī taḳhīl meñ lahrā.e haiñ

    haa.e bhūle hue chehroñ ke dil-āvez nuqūsh

    jhilmilāte hue ashkoñ meñ jhalak aa.e haiñ

    un ke kya rang the ab yaad nahin hai mujh ko

    kitne aanchal meri taKHil mein lahrae hain

    hae bhule hue chehron ke dil-awez nuqush

    jhilmilate hue ashkon mein jhalak aae hain

    Source :
    • Book : Kulliyat-e-Ali Sardar Jafri(Vol-I) (Pg. 385)
    0
    COMMENTS
    VIEW COMMENTS VIEW COMMENTS

    Additional information available

    Click on the INTERESTING button to view additional information associated with this sher.

    OKAY

    About this sher

    Lorem ipsum dolor sit amet, consectetur adipiscing elit. Morbi volutpat porttitor tortor, varius dignissim.

    Close

    rare Unpublished content

    This ghazal contains ashaar not published in the public domain. These are marked by a red line on the left.

    OKAY

    Jashn-e-Rekhta | 13-14-15 December 2024 - Jawaharlal Nehru Stadium , Gate No. 1, New Delhi

    Get Tickets
    Speak Now