uqabi ruh
idhar jhapTe udhar palTe ise jakḌā use pakḌā
lahū ko garm rakhne ke bahāne haiñ uḌānoñ meñ
har ik laḌkī nazar aatī hai un ko fāḳhta jaisī
uqābī ruuh jab bedār hotī hai javānoñ meñ
idhar jhapTe udhar palTe ise jakDa use pakDa
lahu ko garm rakhne ke bahane hain uDanon mein
har ek laDki nazar aati hai un ko faKHta jaisi
uqabi ruh jab bedar hoti hai jawanon mein
- Book : Muntakhab Shahekar Mazahiya Shayari (Pg. 111)
- Author : Roohi Kanjahi
- Publication : Alhamd Publications (1992)
- Edition : 1992
Additional information available
Click on the INTERESTING button to view additional information associated with this sher.
About this sher
Lorem ipsum dolor sit amet, consectetur adipiscing elit. Morbi volutpat porttitor tortor, varius dignissim.
rare Unpublished content
This ghazal contains ashaar not published in the public domain. These are marked by a red line on the left.