yas mein bedari-e-ehsas ka aalam na puchh
yaas meñ bedārī-e-ehsās kā aalam na pūchh
Thes yuuñ lagtī hai dil pe ta.ana-e-hamrāz se
jis tarah sardī kī afsurda añdherī raat meñ
aañkh khul jaatī hai chaukīdār kī āvāz se
yas mein bedari-e-ehsas ka aalam na puchh
Thes yun lagti hai dil pe tana-e-hamraaz se
jis tarah sardi ki afsurda andheri raat mein
aankh khul jati hai chaukidar ki aawaz se
- Book : Fan Aur Shakhsiyat (Qita Number) (Pg. 144)
- Author : Sabir Dutt
- Publication : Sahir Publishing House ' Parchaiya.n' A.B. Nair Road, Johu Charch, Mumbai No. 49 (March, Dec. 1993-1995,Issue No. 35,36)
- Edition : March, Dec. 1993-1995,Issue No. 35,36
Additional information available
Click on the INTERESTING button to view additional information associated with this sher.
About this sher
Lorem ipsum dolor sit amet, consectetur adipiscing elit. Morbi volutpat porttitor tortor, varius dignissim.
rare Unpublished content
This ghazal contains ashaar not published in the public domain. These are marked by a red line on the left.