yak-ba-yak kyun chamak uTThi hain nigahen teri
yak-ba-yak kyuuñ chamak uTThī haiñ nigāheñ terī
ik kiran phuuT rahī hai tirī peshānī se
aur bhī tez huī jaatī hai ruḳhsār kī aag
jazba-e-shauq-o-mohabbat kī farāvānī se
yak-ba-yak kyun chamak uTThi hain nigahen teri
ek kiran phuT rahi hai teri peshani se
aur bhi tez hui jati hai ruKHsar ki aag
jazba-e-shauq-o-mohabbat ki farawani se
- Book : Kulliyat-e-Ali Sardar Jafri(Vol-I) (Pg. 383)
Additional information available
Click on the INTERESTING button to view additional information associated with this sher.
About this sher
Lorem ipsum dolor sit amet, consectetur adipiscing elit. Morbi volutpat porttitor tortor, varius dignissim.
rare Unpublished content
This ghazal contains ashaar not published in the public domain. These are marked by a red line on the left.