ye kahte hain sabhi is daur mein har kaam mumkin hai
ye kahte haiñ sabhī is daur meñ har kaam mumkin hai
maiñ ye kahtā huuñ ye lekin dobāra ho nahīñ saktā
harā ho saktā hai sūkhā huā ik peḌ mumkin hai
magar shādī-shuda hargiz kañvārā ho nahīñ saktā
ye kahte hain sabhi is daur mein har kaam mumkin hai
main ye kahta hun ye lekin dobara ho nahin sakta
hara ho sakta hai sukha hua ek peD mumkin hai
magar shadi-shuda hargiz kanwara ho nahin sakta
- Book : Andaz-e-Baya.n Aur (Pg. 46)
- Author : Asim Peerzadah
- Publication : Asim Peerzadah, Anbita Peerzadgan, Dist. Saharanpur, (U.P.) (2013)
- Edition : 2013
Additional information available
Click on the INTERESTING button to view additional information associated with this sher.
About this sher
Lorem ipsum dolor sit amet, consectetur adipiscing elit. Morbi volutpat porttitor tortor, varius dignissim.
rare Unpublished content
This ghazal contains ashaar not published in the public domain. These are marked by a red line on the left.