Font by Mehr Nastaliq Web

aaj ik aur baras biit gayā us ke baġhair

jis ke hote hue hote the zamāne mere

CANCEL DOWNLOAD SHER

ye manzar dekh kar biwi ne kaTa apne shauhar ko

Aasim Pirzada

ye manzar dekh kar biwi ne kaTa apne shauhar ko

Aasim Pirzada

MORE BYAasim Pirzada

    ye manzar dekh kar biivī ne kaaTā apne shauhar ko

    ajab vahshat barpā ho ga.ī parde pe T.V ke

    huī taarī kuchh itnī ham pe ghabrāhaT ki phir ham ne

    nikalvā Daale haiñ sab ehtiyātan daañt biivī ke

    ye manzar dekh kar biwi ne kaTa apne shauhar ko

    ajab wahshat si barpa ho gai parde pe TV ke

    hui tari kuchh itni hum pe ghabrahaT ki phir hum ne

    nikalwa Dale hain sab ehtiyatan dant biwi ke

    Source :
    • Book : Andaz-e-Baya.n Aur (Pg. 45)
    • Author : Asim Peerzadah
    • Publication : Asim Peerzadah, Anbita Peerzadgan, Dist. Saharanpur, (U.P.) (2013)
    • Edition : 2013
    0
    COMMENTS
    VIEW COMMENTS VIEW COMMENTS

    Additional information available

    Click on the INTERESTING button to view additional information associated with this sher.

    OKAY

    About this sher

    Lorem ipsum dolor sit amet, consectetur adipiscing elit. Morbi volutpat porttitor tortor, varius dignissim.

    Close

    rare Unpublished content

    This ghazal contains ashaar not published in the public domain. These are marked by a red line on the left.

    OKAY
    Speak Now