ye saghar-e-gham ki gardish hai sahba-e-tarab ka daur hai ye
ye saghar-e-gham ki gardish hai sahba-e-tarab ka daur hai ye
Akhtar Ansari
MORE BYAkhtar Ansari
ye sāġhar-e-ġham kī gardish hai sahbā-e-tarab kā daur hai ye
kyā ḳhuub nayā andāz hai ye! kyā ḳhuub nirālā taur hai ye
fariyād bhī hai ye naġhma bhī ye sher bhī hai afsāna bhī
ye raqs nahīñ ye raqs nahīñ kuchh aur hai ye kuchh aur hai ye
ye saghar-e-gham ki gardish hai sahba-e-tarab ka daur hai ye
kya KHub naya andaz hai ye! kya KHub nirala taur hai ye
fariyaad bhi hai ye naghma bhi ye sher bhi hai afsana bhi
ye raqs nahin ye raqs nahin kuchh aur hai ye kuchh aur hai ye
- Book : Fan Aur Shakhsiyat (Qita Number) (Pg. 120)
- Author : Sabir Dutt
- Publication : Sahir Publishing House ' Parchaiya.n' A.B. Nair Road, Johu Charch, Mumbai No. 49 (March, Dec. 1993-1995,Issue No. 35,36)
- Edition : March, Dec. 1993-1995,Issue No. 35,36
Additional information available
Click on the INTERESTING button to view additional information associated with this sher.
About this sher
Lorem ipsum dolor sit amet, consectetur adipiscing elit. Morbi volutpat porttitor tortor, varius dignissim.
rare Unpublished content
This ghazal contains ashaar not published in the public domain. These are marked by a red line on the left.