zindan zindan shor-e-anal-haq mahfil mahfil qul-qul-e-mai
zindan zindan shor-e-anal-haq mahfil mahfil qul-qul-e-mai
Faiz Ahmad Faiz
MORE BYFaiz Ahmad Faiz
Interesting Fact
The nazm was written in January 1965. Third line refers to "Rose' an election symbol of Late General Ayub Khan.
zindāñ zindāñ shor-e-anal-haq mahfil mahfil qul-qul-e-mai
ḳhūn-e-tamannā dariyā dariyā dariyā dariyā dariyā aish kī lahr
dāman dāman rut phūloñ kī āñchal āñchal ashkoñ kī
qarya qarya jashn bapā hai mātam shahr-ba-shahr
zindan zindan shor-e-anal-haq mahfil mahfil qul-qul-e-mai
KHun-e-tamanna dariya dariya dariya dariya dariya aish ki lahr
daman daman rut phulon ki aanchal aanchal ashkon ki
qarya qarya jashn bapa hai matam shahr-ba-shahr
- Book : Nuskha Hai Vafaa (Kulliyat-e-Faiz) (Pg. 403)
- Publication : Educational Publishing House (2009)
- Edition : 2009
Additional information available
Click on the INTERESTING button to view additional information associated with this sher.
About this sher
Lorem ipsum dolor sit amet, consectetur adipiscing elit. Morbi volutpat porttitor tortor, varius dignissim.
rare Unpublished content
This ghazal contains ashaar not published in the public domain. These are marked by a red line on the left.