zindagi mein lag chuka tha gham ka sarmaya bahut
zindagī meñ lag chukā thā ġham kā sarmāya bahut
is liye shāyad kamāyā ham ne kam paayā bahut
rāñda-e-har-fasl-e-gul ham kab na the jo ab hue
sunte haiñ yāroñ ko ye mausam bhī raas aayā bahut
zindagi mein lag chuka tha gham ka sarmaya bahut
is liye shayad kamaya hum ne kam paya bahut
randa-e-har-fasl-e-gul hum kab na the jo ab hue
sunte hain yaron ko ye mausam bhi ras aaya bahut
Additional information available
Click on the INTERESTING button to view additional information associated with this sher.
About this sher
Lorem ipsum dolor sit amet, consectetur adipiscing elit. Morbi volutpat porttitor tortor, varius dignissim.
rare Unpublished content
This ghazal contains ashaar not published in the public domain. These are marked by a red line on the left.