zulf-e-shab-rang ki ghanghor ghaTa se chhan kar
zulf-e-shab-rañg kī ghanghor ghaTā se chhan kar
paḌ rahī hai kisī chehre pe tabassum kī phuvār
jaise barsāt kī rātoñ meñ chamakte jugnū
yā shab-e-māh ke aivān meñ bajtā hai sitār
zulf-e-shab-rang ki ghanghor ghaTa se chhan kar
paD rahi hai kisi chehre pe tabassum ki phuwar
jaise barsat ki raaton mein chamakte jugnu
ya shab-e-mah ke aiwan mein bajta hai sitar
- Book : Kulliyat-e-Ali Sardar Jafri(Vol-I) (Pg. 384)
Additional information available
Click on the INTERESTING button to view additional information associated with this sher.
About this sher
Lorem ipsum dolor sit amet, consectetur adipiscing elit. Morbi volutpat porttitor tortor, varius dignissim.
rare Unpublished content
This ghazal contains ashaar not published in the public domain. These are marked by a red line on the left.