Font by Mehr Nastaliq Web

aaj ik aur baras biit gayā us ke baġhair

jis ke hote hue hote the zamāne mere

CANCEL DOWNLOAD SHER

aatish-e-dil ko tez-tar dekha

Abdur Rasheed Khan Kaifi Mahkari

aatish-e-dil ko tez-tar dekha

Abdur Rasheed Khan Kaifi Mahkari

MORE BYAbdur Rasheed Khan Kaifi Mahkari

    ātish-e-dil ko tez-tar dekhā

    aah ham ne bhī asar dekhā

    na milā tark-e-mudda.ā se sukūñ

    chāragar ham ne ye bhī kar dekhā

    dost dushman sabhī the bālīñ par

    haa.e ne na ik nazar dekhā

    chal basā āḳhirash marīz-e-ġham

    hāsil-e-sa.ī-e-chāragar dekhā

    aatish-e-dil ko tez-tar dekha

    aah ka hum ne bhi asar dekha

    na mila tark-e-muddaa se sukun

    chaaragar hum ne ye bhi kar dekha

    dost dushman sabhi the baalin par

    hae tu ne na ek nazar dekha

    chal basa aaKHirash mariz-e-gham

    hasil-e-sai-e-chaaragar dekha

    0
    COMMENTS
    VIEW COMMENTS VIEW COMMENTS

    Additional information available

    Click on the INTERESTING button to view additional information associated with this sher.

    OKAY

    About this sher

    Lorem ipsum dolor sit amet, consectetur adipiscing elit. Morbi volutpat porttitor tortor, varius dignissim.

    Close

    rare Unpublished content

    This ghazal contains ashaar not published in the public domain. These are marked by a red line on the left.

    OKAY

    Jashn-e-Rekhta | 8-9-10 December 2023 - Major Dhyan Chand National Stadium, Near India Gate - New Delhi

    GET YOUR PASS
    Speak Now