juda us se bhala kab tak rahun main
judā us se bhalā kab tak rahūñ maiñ
barī us se bhalā kab tak rahūñ maiñ
tabī.at chāhtī hai us ko merī
khiñchī us se bhalā kab tak rahūñ maiñ
laḌā kartā hai vo mujh se hamesha
milī us se bhalā kab tak rahūñ maiñ
jhapaTtā hai vo sau sau baar aakar
bachī us se bhalā kab tak rahūñ maiñ
burā mujh ko samajhtā hai jo 'rañgīn'
bhalī us se bhalā kab tak rahūñ maiñ
juda us se bhala kab tak rahun main
bari us se bhala kab tak rahun main
tabiat chahti hai us ko meri
khinchi us se bhala kab tak rahun main
laDa karta hai wo mujh se hamesha
mili us se bhala kab tak rahun main
jhapaTta hai wo sau sau bar aakar
bachi us se bhala kab tak rahun main
bura mujh ko samajhta hai jo 'rangin'
bhali us se bhala kab tak rahun main
- Book : intekhaab-e-sukhan(avval) (Pg. 76)
Additional information available
Click on the INTERESTING button to view additional information associated with this sher.
About this sher
Lorem ipsum dolor sit amet, consectetur adipiscing elit. Morbi volutpat porttitor tortor, varius dignissim.
rare Unpublished content
This ghazal contains ashaar not published in the public domain. These are marked by a red line on the left.