aalim o jahil mein kya farq hai
haiñ jahl meñ sab aalim o jāhil ham-sar
aatā nahīñ farq is ke sivā un meñ nazar
aalim ko hai ilm apnī nādānī kā
jāhil ko nahīñ jahl kī kuchh apne ḳhabar
hain jahl mein sab aalim o jahil ham-sar
aata nahin farq is ke siwa un mein nazar
aalim ko hai ilm apni nadani ka
jahil ko nahin jahl ki kuchh apne KHabar
- Book : Rubayat-e-Hali (Pg. 26)
- Author : Mohammad Rahmatullah
- Publication : Uttar pardesh urdu acadmy (982-1986)
- Edition : 982-1986
Additional information available
Click on the INTERESTING button to view additional information associated with this sher.
About this sher
Lorem ipsum dolor sit amet, consectetur adipiscing elit. Morbi volutpat porttitor tortor, varius dignissim.
rare Unpublished content
This ghazal contains ashaar not published in the public domain. These are marked by a red line on the left.