Font by Mehr Nastaliq Web

aaj ik aur baras biit gayā us ke baġhair

jis ke hote hue hote the zamāne mere

CANCEL DOWNLOAD SHER

aaluda KHayalat mein tere hun mudam

Qalaq Merathi

aaluda KHayalat mein tere hun mudam

Qalaq Merathi

MORE BYQalaq Merathi

    ālūda ḳhayālāt meñ tere huuñ mudām

    taa.at se ġharaz na kuchh ibādat se kaam

    har lahza havas bose har dam bas bas

    ulfat ke taqāze ko na kuchh sub.h na shaam

    aaluda KHayalat mein tere hun mudam

    taat se gharaz na kuchh ibaadat se kaam

    har lahza hawas bose ki har dam bas bas

    ulfat ke taqaze ko na kuchh subh na sham

    Source:

    Kulliyat-e-Qalaq (Pg. ebook-359 page-283)

    • Author: Qalaq Merathi
      • Edition: 1966
      • Publisher: Syed Imtiyaz Ali Taj, Majlis-e-Taraqqi-e-Adab, Lahore
      • Year of Publication: 1966
    0
    COMMENTS
    VIEW COMMENTS

    Additional information available

    Click on the INTERESTING button to view additional information associated with this sher.

    OKAY

    About this sher

    Lorem ipsum dolor sit amet, consectetur adipiscing elit. Morbi volutpat porttitor tortor, varius dignissim.

    Close

    rare Unpublished content

    This ghazal contains ashaar not published in the public domain. These are marked by a red line on the left.

    OKAY

    Jashn-e-Rekhta | 8-9-10 December 2023 - Major Dhyan Chand National Stadium, Near India Gate - New Delhi

    GET YOUR PASS
    Speak Now