Font by Mehr Nastaliq Web

aaj ik aur baras biit gayā us ke baġhair

jis ke hote hue hote the zamāne mere

CANCEL DOWNLOAD SHER

aankhon mein sahar jhalak rahi hai goya

Naresh Kumar Shad

aankhon mein sahar jhalak rahi hai goya

Naresh Kumar Shad

MORE BYNaresh Kumar Shad

    āñkhoñ meñ sahar jhalak rahī hai goyā

    hoñToñ se shafaq Dhalak rahī hai goyā

    yuuñ phabke hue jism meñ raqsā hai shabāb

    paimāne se mai chhalak rahī hai goyā

    aankhon mein sahar jhalak rahi hai goya

    honTon se shafaq Dhalak rahi hai goya

    yun phabke hue jism mein raqsa hai shabab

    paimane se mai chhalak rahi hai goya

    Source :
    • Book : Sangam (Pg. 29)
    • Author : Naresh Kumar Shad
    • Publication : New Taj Office,Delhi (1960)
    • Edition : 1960
    0
    COMMENTS
    VIEW COMMENTS VIEW COMMENTS

    Additional information available

    Click on the INTERESTING button to view additional information associated with this sher.

    OKAY

    About this sher

    Lorem ipsum dolor sit amet, consectetur adipiscing elit. Morbi volutpat porttitor tortor, varius dignissim.

    Close

    rare Unpublished content

    This ghazal contains ashaar not published in the public domain. These are marked by a red line on the left.

    OKAY

    Jashn-e-Rekhta | 13-14-15 December 2024 - Jawaharlal Nehru Stadium , Gate No. 1, New Delhi

    Get Tickets
    Speak Now