aashiq hi faqat nahin hai janjalon mein
āshiq hī faqat nahīñ hai jañjāloñ meñ
har tā.ir-e-dil phañsā hai in jāloñ meñ
bāhar is silsile se hai kaun 'munīr'
būḌhe bhī haiñ us javān ke bāloñ meñ
aashiq hi faqat nahin hai janjalon mein
har tair-e-dil phansa hai in jalon mein
bahar is silsile se hai kaun 'munir'
buDhe bhi hain us jawan ke baalon mein
- Muntakhabul-Alam
Additional information available
Click on the INTERESTING button to view additional information associated with this sher.
About this sher
Lorem ipsum dolor sit amet, consectetur adipiscing elit. Morbi volutpat porttitor tortor, varius dignissim.
rare Unpublished content
This ghazal contains ashaar not published in the public domain. These are marked by a red line on the left.