Font by Mehr Nastaliq Web

aaj ik aur baras biit gayā us ke baġhair

jis ke hote hue hote the zamāne mere

CANCEL DOWNLOAD SHER

adna se jo sar jhukae aala wo hai

Mirza Salaamat Ali Dabeer

adna se jo sar jhukae aala wo hai

Mirza Salaamat Ali Dabeer

MORE BYMirza Salaamat Ali Dabeer

    adnā se jo sar jhukā.e aalā vo hai

    jo ḳhalq se bahra-var hai dariyā vo hai

    kyā ḳhuub dalīl hai ye ḳhūbī 'dabīr'

    samjhe jo burā aap ko achchhā vo hai

    adna se jo sar jhukae aala wo hai

    jo KHalq se bahra-war hai dariya wo hai

    kya KHub dalil hai ye KHubi ki 'dabir'

    samjhe jo bura aap ko achchha wo hai

    Source :
    • Book : Tanqeed-e-Rubai (Pg. 96)
    0
    COMMENTS
    VIEW COMMENTS VIEW COMMENTS

    Additional information available

    Click on the INTERESTING button to view additional information associated with this sher.

    OKAY

    About this sher

    Lorem ipsum dolor sit amet, consectetur adipiscing elit. Morbi volutpat porttitor tortor, varius dignissim.

    Close

    rare Unpublished content

    This ghazal contains ashaar not published in the public domain. These are marked by a red line on the left.

    OKAY

    Rekhta Gujarati Utsav I Vadodara - 5th Jan 25 I Mumbai - 11th Jan 25 I Bhavnagar - 19th Jan 25

    Register for free
    Speak Now