Font by Mehr Nastaliq Web

aaj ik aur baras biit gayā us ke baġhair

jis ke hote hue hote the zamāne mere

CANCEL DOWNLOAD SHER

aflas achchha na fikr-e-daulat achchhi

Jagat Mohan Lal Ravan

aflas achchha na fikr-e-daulat achchhi

Jagat Mohan Lal Ravan

MORE BYJagat Mohan Lal Ravan

    aflās achchhā na fikr-e-daulat achchhī

    jo dil ko pasand ho vo hālat achchhī

    jis se islāh-e-nafs nā-mumkin ho

    us aish se har tarah musībat achchhī

    aflas achchha na fikr-e-daulat achchhi

    jo dil ko pasand ho wo haalat achchhi

    jis se islah-e-nafs na-mumkin ho

    us aish se har tarah musibat achchhi

    Source :
    • Book : Urdu Ki Behtareen Shayari (Poetry) (Pg. 235)
    • Author : Parkash Pandit
    • Publication : Hind Pocket Books (2010)
    • Edition : 2010
    0
    COMMENTS
    VIEW COMMENTS VIEW COMMENTS

    Additional information available

    Click on the INTERESTING button to view additional information associated with this sher.

    OKAY

    About this sher

    Lorem ipsum dolor sit amet, consectetur adipiscing elit. Morbi volutpat porttitor tortor, varius dignissim.

    Close

    rare Unpublished content

    This ghazal contains ashaar not published in the public domain. These are marked by a red line on the left.

    OKAY

    Jashn-e-Rekhta | 13-14-15 December 2024 - Jawaharlal Nehru Stadium , Gate No. 1, New Delhi

    Get Tickets
    Speak Now