Font by Mehr Nastaliq Web

aaj ik aur baras biit gayā us ke baġhair

jis ke hote hue hote the zamāne mere

CANCEL DOWNLOAD SHER

afsana-e-gham hai shadmani meri

Sufi Ghulam Mustafa Tabassum

afsana-e-gham hai shadmani meri

Sufi Ghulam Mustafa Tabassum

MORE BYSufi Ghulam Mustafa Tabassum

    afsāna-e-ġham hai shādmānī merī

    maiñ kaun huuñ aur kyā javānī merī

    hañstā huuñ ki muqtazā-e-hastī hai ye

    rotā huuñ ki zindagī hai faanī merī

    afsana-e-gham hai shadmani meri

    main kaun hun aur kya jawani meri

    hansta hun ki muqtaza-e-hasti hai ye

    rota hun ki zindagi hai fani meri

    Source :
    • Book : (Sau Baar Chaman Mahka)Kulliyat-e- Sufi Tabassum (Pg. 298)
    • Author : Sufi Ghulam Mustafa Tabassum
    • Publication : Alhamd Publications, Lahore (2008)
    • Edition : 2008
    0
    COMMENTS
    VIEW COMMENTS VIEW COMMENTS

    Additional information available

    Click on the INTERESTING button to view additional information associated with this sher.

    OKAY

    About this sher

    Lorem ipsum dolor sit amet, consectetur adipiscing elit. Morbi volutpat porttitor tortor, varius dignissim.

    Close

    rare Unpublished content

    This ghazal contains ashaar not published in the public domain. These are marked by a red line on the left.

    OKAY

    Rekhta Gujarati Utsav I Vadodara - 5th Jan 25 I Mumbai - 11th Jan 25 I Bhavnagar - 19th Jan 25

    Register for free
    Speak Now