Font by Mehr Nastaliq Web

aaj ik aur baras biit gayā us ke baġhair

jis ke hote hue hote the zamāne mere

CANCEL DOWNLOAD SHER

amrit se fazaen dam-ba-dam dhulti hain

Naresh Kumar Shad

amrit se fazaen dam-ba-dam dhulti hain

Naresh Kumar Shad

MORE BYNaresh Kumar Shad

    amrit se fazā.eñ dam-ba-dam dhultī haiñ

    har zarre meñ sau raushaniyāñ ghultī haiñ

    jab sub.h ko vo niiñd se bojhal āñkheñ

    khiltī huī kaliyoñ tarah khultī haiñ

    amrit se fazaen dam-ba-dam dhulti hain

    har zarre mein sau raushaniyan ghulti hain

    jab subh ko wo nind se bojhal aankhen

    khilti hui kaliyon ki tarah khulti hain

    Source :
    • Book : Sangam (Pg. 29)
    • Author : Naresh Kumar Shad
    • Publication : New Taj Office,Delhi (1960)
    • Edition : 1960
    0
    COMMENTS
    VIEW COMMENTS VIEW COMMENTS

    Additional information available

    Click on the INTERESTING button to view additional information associated with this sher.

    OKAY

    About this sher

    Lorem ipsum dolor sit amet, consectetur adipiscing elit. Morbi volutpat porttitor tortor, varius dignissim.

    Close

    rare Unpublished content

    This ghazal contains ashaar not published in the public domain. These are marked by a red line on the left.

    OKAY
    Speak Now