be-dard ho kya jaano musibat ke maze
bedard ho kyā jaano musībat ke maze
haiñ rañj ke dam-qadam se rāhat ke maze
dozaḳh kī havā to pahle khā lo sāhab
kyā DhūñDte ho abhī se jannat ke maze
bedard ho kya jaano musibat ke maze
hain ranj ke dam-qadam se rahat ke maze
dozaKH ki hawa to pahle kha lo sahab
kya DhunDte ho abhi se jannat ke maze
- Book : Funoon (Monthly) (Pg. 295)
- Author : Ahmad Nadeem Qasmi
- Publication : 4 Maklood Road, Lahore (Issue No. 25Edition Nov. Dec. 1986)
- Edition : Issue No. 25Edition Nov. Dec. 1986
Additional information available
Click on the INTERESTING button to view additional information associated with this sher.
About this sher
Lorem ipsum dolor sit amet, consectetur adipiscing elit. Morbi volutpat porttitor tortor, varius dignissim.
rare Unpublished content
This ghazal contains ashaar not published in the public domain. These are marked by a red line on the left.