bhulta jata hai europe aasmani bap ko
bhūltā jaatā hai europe āsmānī baap ko
bas ḳhudā samjhā hai us ne barq ko aur bhaap ko
barq gir jā.egī ik din aur uḌ jā.egī bhaap
dekhnā 'akbar' bachā.e rakhnā apne aap ko
bhulta jata hai europe aasmani bap ko
bas KHuda samjha hai us ne barq ko aur bhap ko
barq gir jaegi ek din aur uD jaegi bhap
dekhna 'akbar' bachae rakhna apne aap ko
- Book : Urdu Rubaiyat Mein Hindustani Anaasir (Pg. 126)
Additional information available
Click on the INTERESTING button to view additional information associated with this sher.
About this sher
Lorem ipsum dolor sit amet, consectetur adipiscing elit. Morbi volutpat porttitor tortor, varius dignissim.
rare Unpublished content
This ghazal contains ashaar not published in the public domain. These are marked by a red line on the left.