but-KHane se dil apne uThae na gae
but-ḳhāne se dil apne uThā.e na ga.e
ka.abe kī taraf mizāj laa.e na ga.e
taur-e-masjid ko barhaman kyā jaane
yaañ muddat-e-umr meñ ham aa.e na ga.e
but-KHane se dil apne uThae na gae
kabe ki taraf mizaj lae na gae
taur-e-masjid ko barhaman kya jaane
yan muddat-e-umr mein hum aae na gae
- Book : Urdu Ki Behtareen Shayari (Poetry) (Pg. 229)
- Author : Parkash Pandit
- Publication : Hind Pocket Books (2010)
- Edition : 2010
Additional information available
Click on the INTERESTING button to view additional information associated with this sher.
About this sher
Lorem ipsum dolor sit amet, consectetur adipiscing elit. Morbi volutpat porttitor tortor, varius dignissim.
rare Unpublished content
This ghazal contains ashaar not published in the public domain. These are marked by a red line on the left.