Font by Mehr Nastaliq Web

aaj ik aur baras biit gayā us ke baġhair

jis ke hote hue hote the zamāne mere

CANCEL DOWNLOAD SHER

itne bhi na hum KHarab hote rahte

Meer Taqi Meer

itne bhi na hum KHarab hote rahte

Meer Taqi Meer

MORE BYMeer Taqi Meer

    itne bhī na ham ḳharāb hote rahte

    kaahe ko ġham-o-alam se rote rahte

    sab ḳhvāb-e-adam se chauñkne ke haiñ vabāl

    behtar thā yahī ki vohīñ sote rahte

    itne bhi na hum KHarab hote rahte

    kahe ko gham-o-alam se rote rahte

    sab KHwab-e-adam se chaunkne ke hain wabaal

    behtar tha yahi ki wohin sote rahte

    Source :
    • Book : kulliyat-e-miir-Vol 2
    0
    COMMENTS
    VIEW COMMENTS VIEW COMMENTS

    Additional information available

    Click on the INTERESTING button to view additional information associated with this sher.

    OKAY

    About this sher

    Lorem ipsum dolor sit amet, consectetur adipiscing elit. Morbi volutpat porttitor tortor, varius dignissim.

    Close

    rare Unpublished content

    This ghazal contains ashaar not published in the public domain. These are marked by a red line on the left.

    OKAY
    Speak Now