chaDhti hui naddi hai ki lahraati hai
chaḌhtī huī naddī hai ki lahrātī hai
pighlī huī bijlī hai ki bal khātī hai
pahlū meñ lahak ke bheñch letī hai vo jab
kyā jaane kahāñ bahā le jaatī hai
chaDhti hui naddi hai ki lahraati hai
pighli hui bijli hai ki bal khati hai
pahlu mein lahak ke bhench leti hai wo jab
kya jaane kahan baha le jati hai
- Book : kulliyat-e-Firaq Gorakhpuri (Pg. 413)
Additional information available
Click on the INTERESTING button to view additional information associated with this sher.
About this sher
Lorem ipsum dolor sit amet, consectetur adipiscing elit. Morbi volutpat porttitor tortor, varius dignissim.
rare Unpublished content
This ghazal contains ashaar not published in the public domain. These are marked by a red line on the left.