dard apna kuchh aur hai dawa hai kuchh aur
dard apnā kuchh aur hai davā hai kuchh aur
TuuTe hue dil kā aasrā hai kuchh aur
aise vaise ḳhudā to bahutere haiñ
maiñ banda huuñ jis kā vo ḳhudā hai kuchh aur
dard apna kuchh aur hai dawa hai kuchh aur
TuTe hue dil ka aasra hai kuchh aur
aise waise KHuda to bahutere hain
main banda hun jis ka wo KHuda hai kuchh aur
- Book : Funoon (Monthly) (Pg. 292)
- Author : Ahmad Nadeem Qasmi
- Publication : 4 Maklood Road, Lahore (Issue No. 25Edition Nov. Dec. 1986)
- Edition : Issue No. 25Edition Nov. Dec. 1986
Additional information available
Click on the INTERESTING button to view additional information associated with this sher.
About this sher
Lorem ipsum dolor sit amet, consectetur adipiscing elit. Morbi volutpat porttitor tortor, varius dignissim.
rare Unpublished content
This ghazal contains ashaar not published in the public domain. These are marked by a red line on the left.