Font by Mehr Nastaliq Web

aaj ik aur baras biit gayā us ke baġhair

jis ke hote hue hote the zamāne mere

CANCEL DOWNLOAD SHER

dil ko had se siwa dhaDakne na diya

Yagana Changezi

dil ko had se siwa dhaDakne na diya

Yagana Changezi

MORE BYYagana Changezi

    dil ko had se sivā dhaḌakne na diyā

    qālib meñ ruuh ko phaḌakne na diyā

    kyā aag thī siine meñ jise fitrat ne

    raushan to kyā magar bhaḌakne na diyā

    dil ko had se siwa dhaDakne na diya

    qalib mein ruh ko phaDakne na diya

    kya aag thi sine mein jise fitrat ne

    raushan to kya magar bhaDakne na diya

    Source :
    • Book : Funoon (Monthly) (Pg. 292)
    • Author : Ahmad Nadeem Qasmi
    • Publication : 4 Maklood Road, Lahore (Issue No. 25Edition Nov. Dec. 1986)
    • Edition : Issue No. 25Edition Nov. Dec. 1986
    0
    COMMENTS
    VIEW COMMENTS VIEW COMMENTS

    Additional information available

    Click on the INTERESTING button to view additional information associated with this sher.

    OKAY

    About this sher

    Lorem ipsum dolor sit amet, consectetur adipiscing elit. Morbi volutpat porttitor tortor, varius dignissim.

    Close

    rare Unpublished content

    This ghazal contains ashaar not published in the public domain. These are marked by a red line on the left.

    OKAY
    Speak Now