gar ruh na paband-e-tayyun hoti
gar ruuh na pāband-e-ta.ayyun hotī
yuuñ dard-e-firāq se na har dam rotī
jab tak ki hai darmiyāñ sadaf kā parda
dariyā meñ bhī dariyā se judā hai motī
gar ruh na paband-e-tayyun hoti
yun dard-e-firaq se na har dam roti
jab tak ki hai darmiyan sadaf ka parda
dariya mein bhi dariya se juda hai moti
Additional information available
Click on the INTERESTING button to view additional information associated with this sher.
About this sher
Lorem ipsum dolor sit amet, consectetur adipiscing elit. Morbi volutpat porttitor tortor, varius dignissim.
rare Unpublished content
This ghazal contains ashaar not published in the public domain. These are marked by a red line on the left.