gul hain ki ruKH-e-garm ke hain angare
gul haiñ ki ruḳh-e-garm ke haiñ añgāre
bālak ke nain se TūTte haiñ taare
rahmat kā farishta ban ke detī hai sazā
maañ hī ko pukāre aur maañ hī maare
gul hain ki ruKH-e-garm ke hain angare
baalak ke nain se TuTte hain tare
rahmat ka farishta ban ke deti hai saza
man hi ko pukare aur man hi mare
- Book : kulliyat-e-Firaq Gorakhpuri (Pg. 459)
Additional information available
Click on the INTERESTING button to view additional information associated with this sher.
About this sher
Lorem ipsum dolor sit amet, consectetur adipiscing elit. Morbi volutpat porttitor tortor, varius dignissim.
rare Unpublished content
This ghazal contains ashaar not published in the public domain. These are marked by a red line on the left.