hai hirs-o-hawas ke fan ki mujhko takmil
hai hirs-o-havas ke fan kī mujh ko takmīl
ġhairat nahīñ merī bazm-e-dānish meñ daḳhīl
haiñ nafs kī ḳhvāhisheñ bahut mujh ko aziiz
jab chāheñ kareñ ḳhushī se mujh ko vo zalīl
hai hirs-o-hawas ke fan ki mujh ko takmil
ghairat nahin meri bazm-e-danish mein daKHil
hain nafs ki KHwahishen bahut mujh ko aziz
jab chahen karen KHushi se mujh ko wo zalil
Additional information available
Click on the INTERESTING button to view additional information associated with this sher.
About this sher
Lorem ipsum dolor sit amet, consectetur adipiscing elit. Morbi volutpat porttitor tortor, varius dignissim.
rare Unpublished content
This ghazal contains ashaar not published in the public domain. These are marked by a red line on the left.