hum bhul ko apni ilm-o-fan samjhe hain
ham bhuul ko apnī ilm-o-fan samjhe haiñ
ġhurbat ke maqām ko vatan samjhe haiñ
manzil pe pahuñch ke jhaaḌ deñge is ko
ye gard-e-safar hai jis ko tan samjhe haiñ
hum bhul ko apni ilm-o-fan samjhe hain
ghurbat ke maqam ko watan samjhe hain
manzil pe pahunch ke jhaD denge is ko
ye gard-e-safar hai jis ko tan samjhe hain
- Book : Urdu Ki Behtareen Shayari (Poetry) (Pg. 235)
- Author : Parkash Pandit
- Publication : Hind Pocket Books (2010)
- Edition : 2010
Additional information available
Click on the INTERESTING button to view additional information associated with this sher.
About this sher
Lorem ipsum dolor sit amet, consectetur adipiscing elit. Morbi volutpat porttitor tortor, varius dignissim.
rare Unpublished content
This ghazal contains ashaar not published in the public domain. These are marked by a red line on the left.