har ek ko naukri nahin milne ki
har ek ko naukrī nahīñ milne kī
har baaġh meñ ye kalī nahīñ khilne kī
kuchh paḌh ke tū san.at-o-zarā.at ko dekh
izzat ke liye kaafī hai ai dil nekī
har ek ko naukri nahin milne ki
har bagh mein ye kali nahin khilne ki
kuchh paDh ke tu sanat-o-zaraat ko dekh
izzat ke liye kafi hai ai dil neki
- Book : Urdu Rubaiyat Mein Hindustani Anaasir (Pg. 128)
Additional information available
Click on the INTERESTING button to view additional information associated with this sher.
About this sher
Lorem ipsum dolor sit amet, consectetur adipiscing elit. Morbi volutpat porttitor tortor, varius dignissim.
rare Unpublished content
This ghazal contains ashaar not published in the public domain. These are marked by a red line on the left.