har lahza dhaDakta hai dil-e-KHana-KHarab
har lahza dhaḌaktā hai dil-e-ḳhāna-ḳharāb
har lamha bajātā hai baġhāvat kā raubāb
jiine kī mirī umr hai jiine do mujhe
is daur meñ jiinā bhī to hai kār-e-savāb
har lahza dhaDakta hai dil-e-KHana-KHarab
har lamha bajata hai baghawat ka raubab
jine ki meri umr hai jine do mujhe
is daur mein jina bhi to hai kar-e-sawab
- Book : Shahr-e-Aarzu (rekhta website) (Pg. 23)
- Author : Baqar Mehdi
- Publication : Gosh-e-Adab,Mumbai (1952)
- Edition : 1952
Additional information available
Click on the INTERESTING button to view additional information associated with this sher.
About this sher
Lorem ipsum dolor sit amet, consectetur adipiscing elit. Morbi volutpat porttitor tortor, varius dignissim.
rare Unpublished content
This ghazal contains ashaar not published in the public domain. These are marked by a red line on the left.