Font by Mehr Nastaliq Web

aaj ik aur baras biit gayā us ke baġhair

jis ke hote hue hote the zamāne mere

CANCEL DOWNLOAD SHER

har masale ki tah mein utarna nahin Thik

Fareed Parbati

har masale ki tah mein utarna nahin Thik

Fareed Parbati

MORE BYFareed Parbati

    har mas.ale tah meñ utarnā nahīñ Thiik

    is zindagī ke hāthoñ marnā nahīñ Thiik

    duniyā meñ bahut kar ke ye dekhā maiñ ne

    is duniyā meñ kuchh bhī karnā nahīñ Thiik

    har masale ki tah mein utarna nahin Thik

    is zindagi ke hathon marna nahin Thik

    duniya mein bahut kar ke ye dekha main ne

    is duniya mein kuchh bhi karna nahin Thik

    Source :
    • Book : Urdu Rubaiyat Mein Hindustani Anaasir (Pg. 158)
    0
    COMMENTS
    VIEW COMMENTS VIEW COMMENTS

    Additional information available

    Click on the INTERESTING button to view additional information associated with this sher.

    OKAY

    About this sher

    Lorem ipsum dolor sit amet, consectetur adipiscing elit. Morbi volutpat porttitor tortor, varius dignissim.

    Close

    rare Unpublished content

    This ghazal contains ashaar not published in the public domain. These are marked by a red line on the left.

    OKAY

    Rekhta Gujarati Utsav I Vadodara - 5th Jan 25 I Mumbai - 11th Jan 25 I Bhavnagar - 19th Jan 25

    Register for free
    Speak Now