har sham hui singar karna bhi hai
har shaam huī siñgār karnā bhī hai
phir raat kā intizār karnā bhī hai
tan kī mire chāñdī ho ki man kā sonā
sājan par sab nisār karnā bhī hai
har sham hui singar karna bhi hai
phir raat ka intizar karna bhi hai
tan ki mere chandi ho ki man ka sona
sajan par sab nisar karna bhi hai
- Book : Urdu Quarterly BADBAAN (Pg. 140)
- Author : Nasir Bagdadi
- Publication : E-2, 8/14, Mayar Square, Block No.14 Gulshane-e-Iqbal (Oct. - Dec. 2002,Issue No 8)
- Edition : Oct. - Dec. 2002,Issue No 8
Additional information available
Click on the INTERESTING button to view additional information associated with this sher.
About this sher
Lorem ipsum dolor sit amet, consectetur adipiscing elit. Morbi volutpat porttitor tortor, varius dignissim.
rare Unpublished content
This ghazal contains ashaar not published in the public domain. These are marked by a red line on the left.