har shai ba har andaz alag hoti hai
har shai ba har andāz alag hotī hai
har fikr kī parvāz alag hotī hai
har ahd ko dekh us ke pas-manzar meñ
har ahd kī āvāz alag hotī hai
har shai ba har andaz alag hoti hai
har fikr ki parwaz alag hoti hai
har ahd ko dekh us ke pas-manzar mein
har ahd ki aawaz alag hoti hai
- Book : Firdaus-e-Khayal (Poetry) (Pg. 81)
- Author : Akbar Hyderabadi
- Publication : Nirali Duniya Publications (2002)
- Edition : 2002
Additional information available
Click on the INTERESTING button to view additional information associated with this sher.
About this sher
Lorem ipsum dolor sit amet, consectetur adipiscing elit. Morbi volutpat porttitor tortor, varius dignissim.
rare Unpublished content
This ghazal contains ashaar not published in the public domain. These are marked by a red line on the left.