har zaKHm-e-jigar khaya hai dil par tan kar
har zaḳhm-e-jigar khāyā hai dil par tan kar
chhalnī ki huā shakl kalejā chhan kar
phir dīda-e-vahshī se nazar miltī hai
ab ḳhaak mirī uḌtī hai hirnī ban kar
har zaKHm-e-jigar khaya hai dil par tan kar
chhalni ki hua shakl kaleja chhan kar
phir dida-e-wahshi se nazar milti hai
ab KHak meri uDti hai hirni ban kar
Additional information available
Click on the INTERESTING button to view additional information associated with this sher.
About this sher
Lorem ipsum dolor sit amet, consectetur adipiscing elit. Morbi volutpat porttitor tortor, varius dignissim.
rare Unpublished content
This ghazal contains ashaar not published in the public domain. These are marked by a red line on the left.