har zarre pe fazl-e-kibriya hota hai
har zarre pe fazl-e-kibriyā hotā hai
ik chashm-e-zadan meñ kyā se kyā hotā hai
asnām dabī zabāñ se ye kahte haiñ
vo chāhe to patthar bhī ḳhudā hotā hai
har zarre pe fazl-e-kibriya hota hai
ek chashm-e-zadan mein kya se kya hota hai
asnam dabi zaban se ye kahte hain
wo chahe to patthar bhi KHuda hota hai
- Book : Intekhab-e-Jadeed (Pg. 91)
- Author : Aal-e-Ahmed Suroor and Aziz Ahmed
- Publication : Anjuman Taraqqi Urdu (Hindi) (2002)
- Edition : 2002
Additional information available
Click on the INTERESTING button to view additional information associated with this sher.
About this sher
Lorem ipsum dolor sit amet, consectetur adipiscing elit. Morbi volutpat porttitor tortor, varius dignissim.
rare Unpublished content
This ghazal contains ashaar not published in the public domain. These are marked by a red line on the left.