insan to naqd-e-jaan bhi kho deta hai
insān to naqd-e-jāñ bhī kho detā hai
mumkin ho to apnā nishāñ dho detā hai
rahtā hai yuuñ jahāñ meñ gum-sum ho kar
chheḌe jo koī to sirf ro detā hai
insan to naqd-e-jaan bhi kho deta hai
mumkin ho to apna nishan dho deta hai
rahta hai yun jahan mein gum-sum ho kar
chheDe jo koi to sirf ro deta hai
- Book : Urdu Rubaiyat Mein Hindustani Anaasir (Pg. 149)
Additional information available
Click on the INTERESTING button to view additional information associated with this sher.
About this sher
Lorem ipsum dolor sit amet, consectetur adipiscing elit. Morbi volutpat porttitor tortor, varius dignissim.
rare Unpublished content
This ghazal contains ashaar not published in the public domain. These are marked by a red line on the left.